Search This Blog

Saturday, 4 May 2013

Kabira (YJHD) Guitar Chords


Song- Kabira
Film- Yeh Jawani Hai Deewani
Lyrics- Kumaar
Music- Pritam
Singers- Tochi Raina & Rekha Bharadwaj

 
Chords
 
Intro Guitar-  Gsus2  Asus4  Gsus2

         Asus4  F#5/C#-G5   Asus4 Asus4
Aalaap-  Haa....aaa    aaa..haa...re


Verse 1:
           GM7          Asus4
Kaisi teri khudgarzi na dhoop chune na chaanv

           GM7            Asus4
kaise teri khudgarzi kisi thaur tike na paanv

           GM7sus2      A7sus4
kaisi teri khudgarzi na dhoop chune na chaanv

           Bm7            A7sus4
kaise teri khudgarzi kisi thaur tike na paanv..Oo


Pre-chorus 1:

Em7
Bann liya apna paigambar

G
tair liya tu saat samandar

Bm7
phir bhi sookha mann ke andar

Gadd9    A7
kyun rahega


Chorus:

     Dsus2     GM7
Re kabira maan jaa

     Dsus2      GM7
re fakeera maan jaa

     Em7                   Asus4
aaja tujhko pukaarein teri parchhayiaan

     Bm7       GM7
Re kabira maan ja

     Bm7       GM7
re fakira maan ja

     Em7                  Asus4   A    GM7
aisa tu hai nirmohi kaisa harjaayiaan..Aaa

    
Interlude-   GM7  Asus4  Bm7  Dsus2


Verse 2:

GM7
Tuti chaarpaai wohi

Asus4                GM7                   Asus4
thandi purvaai rasta dekhe..aey..aey..aey..Aey..aey..aey

GM7
Doodhon ki malaai wohi

Asus4                  GM7                   Asus4
mitti ki suraahi rasta dekhe..aey..aey..aey..Aey..aey..aey


Verse 3:
           GM7           Asus4
Kaisi teri khudgarzi lab naam tera mera mishri

           GM7             Asus4
kaisi teri khudgarzi tujhe preet purani bisri..ee


Pre-chorus 2:

Em7
Mast maula mast kalander

G
tu hawa ka ek bavandar

Bm7
bujh ke yun andar hi andar

Gadd9    A7
kyun rahega 


Chorus repeat


rest is same

jimihndrx

Sunday, 28 April 2013

Balam Pichkari (YJHD) Guitar Chords


Song- Balam Pichkari
Film- Yeh Jawani Hai Deewani
Lyrics- Amitabh Bhattacharya
Music- Pritam
Singer- Vishal Dadlani & Shalmali Kholgade

'Balam Pichkari' is a Contemporary Folk influenced song with modern arrangement.

Chords-
 
Verse 1:

        Dm           C
{Itna maza kyun aa raha hai

       Bb      C        Dm
tune hawa mein bhaang milaya}- 2x

        Dm            C
dugna nasha kyun ho raha hai

           Bb     C         Dm
aankhon se meetha tune khilaya


Pre-chorus 1:

        G                 Bb        Dm
Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi

      G                Bb         Dm
manchali chaal kaise nawaabi ho gayi toh


Chorus:

   Dm              Dm
{Balam pichkari jo tune mujhe maari

    C                      Bb         Dm
toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi

    Dm                Dm
haa Jeans pehen ke jo tune maara thumka

    C                 Bb          Dm
toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi}- 2x


Verse 2:

Dm              Dm                    Dm               F       C    Dm
Teri kalaai hai haathon mein aayi hai maine maroda toh lagti malaai hai

Dm                Dm               Dm                F       C     Dm
mehenga padega ye chaska malaai ka upvaas karne mein teri bhalaayi hai


Pre-chorus 2:

   G               Bb         Dm
Ho bindiya teri mehtaabi ho gayi

       G                 Bb         Dm
dil ke armaanon mein behisaabi ho gayi toh


Chorus repeat


rest of the song is same

jimihndrx