
Legendary Kishore da
Song- Saagar Jaisi Aankhon Wali
Fim- Saagar (1985)
Lyrics- Javed Akhtar
Music- R.D. Burman
Singer- Kishore Kumar
Chords-
Mukhra:
Am E
{Ho chehera hai yaa chaand khila hai
Am Am F
zulf ghaneri shaam hai kya
G C Am Am
saagar jaisi aankhon waali yeh toh bata tera naam hai kya}- 2x
Antra:
Am E Am Am
Arey tu kya jaane teri khaatir kitna hai betaab yeh dil
Am E Am Am
tu kya jaane dekh raha hai kaise kaise khwaab yeh dil
Am Am G Am E
dil kehta hai tu hai yaha toh jaata lamha tham jaaye
A D G Am
waqt ka dariya behete behete iss manjar mein jam jaaye
Am E
Tune deewana dil ko banaya
Am Am F
iss dil par ilzaam hai kya
G C Am Am
saagar jaisi aankhon waali yeh toh bata tera naam hai kya
rest is same
jimihndrx
No comments:
Post a Comment